Nasha
karke khushi manate ho
Lekin
usmein paise v udate ho
Agar
khushi chahiye ho
Asli
zindagi ki,
Agar
khushi chahiye ho
dil
ki,
To
lao muskaan in
pyaari
hothon pe
To
lao khushi in
Choti
pankhudiyon ki.
Inko
khush karne main
Jo
khusi hai,
Us
khushi ka nasha
hi
Kuch alag hai.
Usi
khushi ka
nasha
apnao,
Usi
khusi ko
Zindagi
mein lao,
Usi
ko
Bas
in pyaari pankhuriyon
Ke
mann main
thodi
si khushi lao.
By Amrita Mohanty
By Amrita Mohanty
0 comments:
Post a Comment